Islamic sms
Sadqa jb insan apny hath sy nikalta hai to... Sadqa us wqt 5 jumaly kehta hai...
(1) Mein fani maal tha tuny mjhy baqa dy di.
(2) Mein tera dushman tha ab tuny mjhy dost bana liya.
(3) Aaj sy pehly tu meri hifazat krta tha ab mein teri hifazat kronga.
(4) Mein haqeer tha tuny mjhy azeem bna dia.
(5) Pehly me tery hath mai tha ab me ALLAH k hath me hun.
Har achi baat ko dosray tk pohchana bi sadqa he" JAZAKALAH